ye aur baat chaak par ghuma ke rakh diya gaya junun men junun hi bana ke rakh diya gaya vo be-hijab aa gae miri nazar ke samne ye dil hava ke dosh par utha ke rakh diya gaya mohabbaton ke nuur se vafa se aur khulus se falak ki tarh ghar ko bhi saja ke rakh diya gaya 'ajab tarah ki be-kali ubhar rahi hai baaghh se ye kaun tha jo ru-ba-ru hava ke rakh diya gaya nae charaghh ho miyan sanbhal ke raushni karo main aftab tha mujhe bujha ke rakh diya gaya zara sa ashna hue the zindagi ke khel se hamen bisat se alag utha ke rakh diya gaya khafa khafa hai vo bahut use manane ke liye badan ki saltanat ko bhi mita ke rakh diya gaya kisi bhi taur main use na chup kara saka to phir labon pe us ke rakh ke lab daba ke rakh diya gaya ye aur baat chaak par ghuma ke rakh diya gaya junun mein junun hi bana ke rakh diya gaya wo be-hijab aa gae meri nazar ke samne ye dil hawa ke dosh par utha ke rakh diya gaya mohabbaton ke nur se wafa se aur khulus se falak ki tarh ghar ko bhi saja ke rakh diya gaya 'ajab tarah ki be-kali ubhar rahi hai bagh se ye kaun tha jo ru-ba-ru hawa ke rakh diya gaya nae charagh ho miyan sanbhal ke raushni karo main aaftab tha mujhe bujha ke rakh diya gaya zara sa aashna hue the zindagi ke khel se hamein bisat se alag utha ke rakh diya gaya khafa khafa hai wo bahut use manane ke liye badan ki saltanat ko bhi mita ke rakh diya gaya kisi bhi taur main use na chup kara saka to phir labon pe us ke rakh ke lab daba ke rakh diya gaya
Related Ghazal
tumhein bas yah bat aanaa chahta hooñ main tumse kya chhup aanaa chahta hooñ kabhi mujhse bhi koi jhooth bolo main haan men haan mil aanaa chahta hooñ adaakaari bada dukh de rahi hai main sachmuch muskurana chahta hooñ ameeri ishq ki tumko mubarak main bas kh aanaa kam aanaa chahta hooñ main saare shahar ki baisakhiyon ko tere dar par nachana chahta hooñ mujhe tumse bichadna hi padega main tumko yaad aanaa chahta hooñ
Fahmi Badayuni
249 likes
jhoothon ne jhoothon se kaha hai sach bolo sarkaari elaan hua hai sach bolo ghar ke andar to jhoothon ki ek mandi hai darwaaze par likha hua hai sach bolo guldaste par yakjahti likh rakha hai guldaste ke andar kya hai sach bolo ganga maiya doobne waale apne the naav men kisne chhed kiya hai sach bolo
Rahat Indori
71 likes
jo tere saath rahte hue sogwaar ho laanat ho aise shaKHs pe aur beshumaar ho ab itni der bhi na laga ye ho na kahii tu aa chuka ho aur teraa intezar ho main phool hooñ to phir tere baalo men kyuuñ nahin hooñ tu teer hai to mere kaleje ke paar ho ek aasteen chadhaane ki aadat ko chhod kar haafi tum aadmi to bahut shaandaar ho
Tehzeeb Hafi
268 likes
zane haseen thii aur phool chun kar laati thii main she'r kahtaa tha vo dastaan sunaati thii arab lahu tha ragon men badan sunhara tha vo muskuraati nahin thii dii.e jalaati thii ali se door raho log usse kahte the vo meraa sach hai bahut cheekh kar bataati thii ali ye log tumhein jaante nahin hain abhii gale lagaakar meraa hausla badhaati thii ye phool dekh rahe ho ye uskaa lahjaa tha ye jheel dekh rahe ho yahaañ vo aati thii main uske baad k abhii theek se nahin jaaga vo mujh...ko khwaab nahin neend se jagati thii use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use roolaati thii main kuchh bataa nahin saka vo meri kya thii ali ki us..ko dekhkar bas apni yaad aati thii
Ali Zaryoun
102 likes
chadar ki izzat karta hoon aur parde ko maanta hoon har parda parda nahin hota itnaa main bhi jaanta hoon saare mard ek jaise hain tumne kaise kah daala main bhi to ek mard hoon tumko KHud se behtar maanta hoon maine usse pyaar kiya hai milkiiyat ka daava nahin vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hoon chadar ki izzat karta hoon aur parde ko maanta hoon har parda parda nahin hota itnaa main bhi jaanta hoon
Ali Zaryoun
105 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Noorain Faizabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Noorain Faizabadi's ghazal.







