aaj paivand ki zaroorat hai ye saza hai rafu na karne ki
Related Sher
aaj ka din bhi aish se guzra sar se paanv tak badan salaamat hai
Jaun Elia
166 likes
koi samandar koi nadi hoti koi dariyaa hota ham jitne pyaase the hamaara ek gilaas se kya hota taane dene se aur ham pe shak karne se behtar tha gale laga ke tumne hijrat ka dukh baat liya hota
Tehzeeb Hafi
164 likes
aaj pahli dafa laga mujh...ko vo zara bewafa laga mujh...ko bas bina baat hi bigadta tha bewajah hi khafa laga mujh...ko
Sandeep Thakur
81 likes
lad sako duniya se jazbon men vo shiddat chahiye ishq karne ke li.e itni to himmat chahiye kam se kam maine chhupa li dekh kar cigarette tumhein aur is ladke se tumko kitnii izzat chahiye
Nadeem Shaad
82 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
More from Fahmi Badayuni
tasalli de rahe hain chaaragar ko samajh lo haal hai kaisa hamaara
Fahmi Badayuni
14 likes
badan ka zikr baatil hai to aao bina sar pair ki baatein karenge
Fahmi Badayuni
35 likes
kamra khola to aankh bhar aayi ye jo KHushboo hai jism thii pahle
Fahmi Badayuni
0 likes
jo mohabbat lutaaya karte the vo taraazu khareed laaye hain
Fahmi Badayuni
10 likes
jab talak quwwat-e-takhyul hai aap pahluu se uth nahin sakte
Fahmi Badayuni
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fahmi Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Fahmi Badayuni's sher.







