aashnaa kirdaar uskaa zehan pe yuñ naqsh tha rang kaaghaz par gire to KHud ayaan hote ga.e
Related Sher
na jaane kyun gale se lagne ki himmat nahin hotina jaane kyun pitaa ke saamne bete nahin khulte
Kushal Dauneria
94 likes
bheegin palken dekh kar tu kyun ruka hai KHush hooñ main vo to meri aankh men kuchh aa gaya hai KHush hooñ main vo kisi ke saath KHush tha kitne dukkh ki baat thii ab mere pahluu men aa kar ro raha hai KHush hooñ main
Zubair Ali Tabish
105 likes
kuchh to majbooriyaan rahi hongi yuñ koi be-vafa nahin hota
Bashir Badr
85 likes
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itnaa darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke li.e aur sab log yahiin aa ke fisalte kyun hain
Rahat Indori
133 likes
uljh karke teri agar men yuñ aabaad ho jaaun ki jaise lucknow ka main ameenabad ho jaaun main yamuna ki tarah tanhaa nihaaru taaj ko kab tak koi ganga mile to main ilahaabad ho jaaun
Ashraf Jahangeer
101 likes
More from Kaif Uddin Khan
hai kisko dastiyaab bhala gham-shanaas shaKHs murjhaaye phool par kabhi bhanwara na aayega
Kaif Uddin Khan
1 likes
kitnii sacchi saza mili jhoothi qasmen khaane par
Kaif Uddin Khan
2 likes
ishq jis..ko sabhi samjhte hain vaham hai lazzat-e-rasaai ka
Kaif Uddin Khan
4 likes
the badan men qaid apne ham sabhi kun KHuda ne hamko kahkar kheecha hai
Kaif Uddin Khan
4 likes
jahaan pe barq chamakti hai us jagah akshar kaii nishaan ha men teergii ke milte hain
Kaif Uddin Khan
3 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kaif Uddin Khan.
Similar Moods
More moods that pair well with Kaif Uddin Khan's sher.







