abboo ne bhi batlaaya tha ye duniya zalim hai kehna unka gar maana hota to achha hota
Related Sher
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
kya bola mujhe KHud ko tumhaara nahin kehna ye baat kabhi mujhse dobara nahin kehna ye hukm bhi us jaan se pyaare ne diya hai kuchh bhi ho mujhe jaan se pyaara nahin kehna
Ali Zaryoun
116 likes
ye kehna tha un se mohabbat hai mujh ko ye kehne men mujh ko zamaane lage hain
Khumar Barabankvi
102 likes
More from Kabir Altamash
koii hota to us..ko sab bataate ham hamaari ik kahaanii bhi sunaate ham bahut hi door rahtii hai koii ladki yahaañ rahtii to palkon pe bithaate ham
Kabir Altamash
0 likes
kha jaayega ik din mujhe tujhse bichhadne ka ye dar
Kabir Altamash
0 likes
main tujhe kya kya bataoon chhodne waali baad tere main kaii barson talak roya
Kabir Altamash
1 likes
meri haalat par taras to khaaiye rab haan mujhe jaana hai haan le jaaie rab
Kabir Altamash
1 likes
dost tumne ye kabhi socha hai bolo main nahin hota to kya hota tumhaara
Kabir Altamash
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kabir Altamash.
Similar Moods
More moods that pair well with Kabir Altamash's sher.







