abhii rone do shammo ko mat roko ye parwaane ka maatam kar rahi hain
Related Sher
us ladki se bas ab itnaa rishta hai mil jaa.e to baat wagaira karti hai baarish mere rab ki aisi nemat hai rone men aasaani paida karti hai
Tehzeeb Hafi
285 likes
kitna mahfooz hooñ main kone men koi archan nahin hai rone men maine us..ko bacha liya varna doob jaata mujhe dubone men
Fahmi Badayuni
98 likes
bharam rakha hai tere hijr ka varna kya hota hai main rone pe aa jaaun to jharna kya hota hai meraa chhodo main nain thakta meraa kaam yahii hai lekin tumne itne pyaar ka karna kya hota hai
Tehzeeb Hafi
272 likes
gale to lagana hai us se kaho abhii lag jaa.e yahii na ho meraa us ke baghair jee lag jaa.e main aa raha hooñ tere paas ye na ho ki kahii teraa mazaak ho aur meri zindagi lag jaa.e
Tehzeeb Hafi
267 likes
tumhaari yaad men jeene ki aarzoo hai abhii kuchh apna haal sambhaaloon agar ijaazat ho
Jaun Elia
62 likes
More from Vishal Bagh
du aa.e maangte hain isi li.e apne ujhadne ki ha men to yaar tere haath se taameer hona hain
Vishal Bagh
27 likes
umr ye meri sirf labaada mere khud o khaal ka hai meraa dil to mushkil se kuchh solah satarah saal ka hai
Vishal Bagh
28 likes
mere sayyaad ko koi bula de mere pinjare ko toda ja raha hai
Vishal Bagh
28 likes
baad uske dil-nagar phir bas gaya ehtaraman ik gali veeraan hai
Vishal Bagh
34 likes
miTTi aur paani bhi ha men naap kar milte hain tum gamle men paalne ko aasaan samjhte ho
Vishal Bagh
46 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vishal Bagh.
Similar Moods
More moods that pair well with Vishal Bagh's sher.







