adaavaten theen taghaaful tha ranjishen theen bahut bichhadne waale men sab kuchh tha be-vafaaii na thii
Related Sher
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
hain aur bhi duniya men suKHan-var bahut achchhe kahte hain ki ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur
Mirza Ghalib
97 likes
ye mat bhoolo ki ye lamhaat ham ko bichhadne ke li.e milva rahe hain
Jaun Elia
143 likes
tum bahut KHush rahogi mere saath vaise har ik ki apni marzi hai
Tehzeeb Hafi
357 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
More from Naseer Turabi
Ai meri zindagi ai meri hamnava tu kahan rah gai main kahan aa gya
Naseer Turabi
8 likes
har shaam ik malaal kii aadat sii ho gaii milne ka intizaar bhi milnaa sa ho gaya
Naseer Turabi
21 likes
ham-rahee ki baat mat kar imtihaan ho jaayega ham subuk ho jaayenge tujh ko giran ho jaayega
Naseer Turabi
30 likes
ye hawa saare charaaghon ko uda le jaayegi raat dhalne tak yahaañ sab kuchh dhuaan ho jaayega
Naseer Turabi
34 likes
vo be-vafa hai to kya mat kaho bura us..ko ki jo hua so hua KHush rakhe KHuda us..ko
Naseer Turabi
101 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Naseer Turabi.
Similar Moods
More moods that pair well with Naseer Turabi's sher.







