ai aasmaan tere KHuda ka nahin hai khauf darte hain ai zameen tere aadmi se ham
Related Sher
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
koi itnaa pyaara kaise ho saka hai phir saare ka saara kaise ho saka hai tujhse jab milkar bhi udaasi kam nahin hoti tere baghair guzaara kaise ho saka hai
Jawwad Sheikh
163 likes
More from Unknown
takra gaya vo mujh se kitaaben li.e hue phir meraa dil aur us kii kitaaben bikhar gaiin
Unknown
14 likes
kya qayamat hai ki aariz un ke neele pad ga.e ham ne to bosa liya tha KHvaab men tasveer ka
Unknown
23 likes
kaii jawaabon se achchhii hai KHaamushi merina jaane kitne sawaalon kii aabroo rakhe
Unknown
16 likes
in ka uthna nahin hai hashr se kam ghar ki deewaar baap ka saaya
Unknown
20 likes
watan ki KHaak zaraa ediyaan ragadne de mujhe yaqeen hai paani yahiin se niklega
Unknown
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







