agar ai nakhuda tufan se ladne ka dam-kham hai idhar kashti na le aana yahan paani bahut kam hai
Related Sher
dukh apna agar ham ko bataana nahin aata tum ko bhi to andaaza lagana nahin aata
Waseem Barelvi
105 likes
ham kisi ko raah men kuchh der bhi tak len agar paagalon ko jo mile to sab ke sab paagal mile
nakul kumar
82 likes
pyaas agar meri bujha de to main jaanu varna tu samandar hai to hogaa mere kis kaam ka hai
Rahat Indori
109 likes
pahle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahii dar ke tumhein ek nazar dekha hai
Majrooh Sultanpuri
70 likes
ishq agar badhta hai to phir jhagde bhi to badhte hain aamdani jab badhti hai to kharche bhi to badhte hain maana manzil nahin mili hai hamko lekin khandhar ek qadam uski jaanib ham aage bhi to badhte hain
Tanoj Dadhich
73 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divakar Rahi.
Similar Moods
More moods that pair well with Divakar Rahi's sher.







