allah-re be-khudi ki chala ja raha huun main manzil ko dekhta hua kuchh sochta hua
Related Sher
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
tu kisi aur hi duniya men mili thii mujhse tu kisi aur hi mausam ki mahak laai thii dar raha tha ki kahii zakham na bhar jaayen mere aur tu mutthiyaan bhar-bhar ke namak laai thii
Tehzeeb Hafi
331 likes
ab main saare jahaan men hooñ badnaam ab bhi tum mujh...ko jaanti ho kya
Jaun Elia
197 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
isi li.e to main roya nahin bichhadte samay tujhe ravana kiya hai juda nahin kiya hai
Ali Zaryoun
183 likes
More from Moin Ahsan Jazbi
kabhi dard kii tamannaa kabhi koshish-e-mudaawa kabhi bijliyon kii KHvaahish kabhi fikr-e-aashiyana
Moin Ahsan Jazbi
16 likes
yahii zindagi museebat yahii zindagi masarrat yahii zindagi haqeeqat yahii zindagi fasana kabhi main hooñ tujhse naalaan kabhi mujhse tu pareshaan kabhi main tira hadf hooñ kabhi tu mira nishaana
Moin Ahsan Jazbi
5 likes
humeen hain soz humeen saaz hain humeen naghma zaraa sambhal ke sar-e-bazm chhedna ham ko
Moin Ahsan Jazbi
26 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Moin Ahsan Jazbi.
Similar Moods
More moods that pair well with Moin Ahsan Jazbi's sher.







