anjum tumhaara shahar jidhar hai usii taraf ik rail ja rahi thii ki tum yaad aa ga.e
Related Sher
kabootar ko pata hai ghar tumhaara milega chat pe tumko khat hamaara
Aqib Jawed
67 likes
chaan dii sona ek taraf teraa hona ek taraf ek taraf teri aañkhen jaadu toona ek taraf
Gyan Prakash Akul
555 likes
usii maqaam pe kal mujh ko dekh kar tanhaa bahut udaas hue phool bechne waale
Jamal Ehsani
64 likes
nayi nayi aañkhen hon to har manzar achha lagta hai kuchh din shahar men ghu men lekin ab ghar achha lagta hai
Nida Fazli
77 likes
roshni badhne lagii hai shahar ki chaand chat par aa gaya hai dekhiye
Divy Kamaldhwaj
64 likes
More from Anjum Rehbar
mohabbaton ka saleeqa seekha diya maine tere baghair bhi jee kar dikha diya maine
Anjum Rehbar
43 likes
tum ko bhula rahi thii ki tum yaad aa ga.e main zahar kha rahi thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
35 likes
maa mujhe dekh ke naaraz na ho jaa.e kahii sar pe aanchal nahin hota hai to dar hota hai
Anjum Rehbar
44 likes
jaan bhi ab dil pe waari jaayegi ye bala sar se utaari jaayegi ek pal tujh bin guzarna hai kathin zindagi kaise guzaari jaayegi
Anjum Rehbar
38 likes
tere baghair bhi jee kar dikha diya maine duaaein de tujhe shayar banaa diya maine
Anjum Rehbar
58 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Anjum Rehbar.
Similar Moods
More moods that pair well with Anjum Rehbar's sher.







