aur kuchh din yahaañ rahoonga main par rahega yahiin hamesha dil
Related Sher
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
mar chuka hai dil magar zinda hooñ main zahar jaisi kuchh dawaayein chahiye poochhte hain aap aap achchhe to hain jee main achha hooñ duaaein chahiye
Jaun Elia
302 likes
More from Taufique Habib
log sab soch kar agar bolein to hamesha hi mukhtasar bolein
Taufique Habib
1 likes
kyuuñ himayat men kisi kii ham phod den aañkhen kisi kii ham
Taufique Habib
1 likes
kyuuñ himayat men kisi kii ham phod den aañkhen kisi kii ham hai mu'yassar aql to phir kyuuñ baaton men aayen kisi kii ham
Taufique Habib
1 likes
deewaar dariyaa ya kahiin sehra naa ho mumkin nahin ke pyaar pe pahra naa ho jab door the ye dardedil paida hua nazdeekiyo se phir ye kyun gahra naa ho
Taufique Habib
1 likes
KHvaab kii khaatir zameen dhundhte hain aap kahiin ham kahiin dhundhte hain
Taufique Habib
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Taufique Habib.
Similar Moods
More moods that pair well with Taufique Habib's sher.







