bachchon ki fees un ki kitaben qalam davat meri ghharib ankhon men schol chubh gaya
Related Sher
ja tujhe jaane diya jaanaan meri jaanaan jaan ab tu ho gaii anjaan ho jaise
nakul kumar
88 likes
tum meri taraf dekhna chhodo to bataaun har shaKHs tumhaari hi taraf dekh raha hai
Waseem Barelvi
91 likes
ek din ki khuraak hai meri aap ke hain jo poore saal ke dukh
Varun Anand
92 likes
meraa armaan meri KHvaahish nahin hai ye duniya meri basaaoge nahin hai main tere KHvaab waapas kar raha hooñ meri aankhoñ men gunjaish nahin hai
Abrar Kashif
89 likes
ye muhabbat kii kitaaben kaun yuñ kab tak padhe kaun maare roz hi ik baat pe apna hi man
nakul kumar
87 likes
More from Munawwar Rana
itni tavakkuat zamaane ko hamse hai utni to umr bhi nahin laaye likha ke ham
Munawwar Rana
30 likes
na jaane kaisi mahak aa rahi hai bastii se vahii jo doodh ubalne ke baad aati hai
Munawwar Rana
19 likes
mukhtasar hote hue bhi zindagi badh jaayegi maa ki aañkhen choom lijye raushni badh jaayegi
Munawwar Rana
32 likes
kabhi chaahat pe shak karte hue ye bhi nahin socha tumhaare saath kyuuñ rahte agar achha nahin lagta
Munawwar Rana
28 likes
ab aapki marji hai sambhalen na sambhalen khushboo ki tarah aap ke roomaal men ham hain
Munawwar Rana
26 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Munawwar Rana.
Similar Moods
More moods that pair well with Munawwar Rana's sher.







