badaa ghaate ka sauda hai sadaa ye saans lena bhi badhe hai umr jyun-jyun zindagi kam hoti jaati hai
Related Sher
tere hontho se gar ik kaam lena ho tere hontho se ham bas ik dua lenge
Siddharth Saaz
71 likes
mujh aisa shaKHs agar qahqahon se bhar jaa.e ye saans letii udaasi to ghut ke mar jaa.e vo mere baad taras jaayega mohabbat ko use ye kehna agar ho sake to mar jaa.e
Rakib Mukhtar
78 likes
zulekha-e-azeezan baat ye hai bhala ghaate ka sauda kyuuñ karen ham
Jaun Elia
80 likes
sab ko bachao KHud bhi bacho fasla rakho ab aur kuchh karo na karo fasla rakho khatra to muft men bhi nahin lena chahiye ghar se nikal ke mol na lo fasla rakho
Jawwad Sheikh
45 likes
us..ko apne paas bitha lene se hi dhadkan tez aur saansen bhari hoti hai shaad tu sab kuchh badha chadha ke kahtaa hai kaunsi ladki itni pyaari hoti hai
Shaad Imran
45 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Sada Ambalvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Sada Ambalvi's sher.







