bijli tire jalvon ki gir jaae kabhi mujh par ai jaan miri hasti is aag men jal jaae
Related Sher
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
faasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha saamne baitha tha mere aur vo meraa na tha
Adeem Hashmi
94 likes
More from Fana bulandshahri
jo mita hai tere jamaal par vo har ek gham se guzar gaya hui jis pe teri nawaazishein vo bahaar ban ke sanwar gaya
Fana Bulandshahri
16 likes
kis ko sunaau haal-e-gham koii gham-aashna nahin aisa mila hai dard-e-dil jis kii koii davaa nahin apna banaa ke ai sanam tumne jo aankh fer li aisa bujha charaagh-e-dil phir ye kabhi jala nahin
Fana Bulandshahri
8 likes
mere rashk-e-qamar tu ne pahli nazar jab nazar se milaai mazaa aa gaya barq si gir gaii kaam hi kar gaii aag aisi lagaaee mazaa aa gaya
Fana Bulandshahri
39 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fana bulandshahri.
Similar Moods
More moods that pair well with Fana bulandshahri's sher.







