boo-e-gul phoolon men rahtii thii magar rah na saki main to kaanton men raha aur pareshaan na hua
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
tu kisi aur hi duniya men mili thii mujhse tu kisi aur hi mausam ki mahak laai thii dar raha tha ki kahii zakham na bhar jaayen mere aur tu mutthiyaan bhar-bhar ke namak laai thii
Tehzeeb Hafi
331 likes
More from Saqib lakhanavi
zamaana bade shauq se sun raha tha humeen so ga.e dastaan kahte kahte
Saqib lakhanavi
6 likes
baagbaan ne aag dii jab aashiyaane ko mire jin pe takiya tha vahii patte hawa dene lage
Saqib lakhanavi
4 likes
aadhi se ziyaada shab-e-gham kaat chuka hooñ ab bhi agar aa jaao to ye raat badi hai
Saqib lakhanavi
39 likes
jis shaKHs ke jeete jee poocha na gaya saaqibus shaKHs ke marne par utthe hain qalam kitne
Saqib lakhanavi
10 likes
Mutthiyon mein khak le kar dost aae vaqt e dafn
Saqib lakhanavi
9 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saqib lakhanavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Saqib lakhanavi's sher.







