bajat ki kaii sakhtiyan aur bhi hain abhii ishq ke imtihaan aur bhi hain
Related Sher
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
More from Sarfaraz Shahid
is daur ke mardon ki jo ki shakl-shumaari saabit hua duniya men khwateen bahut hain
Sarfaraz Shahid
18 likes
eed par masroor hain dono miyaan biwi bahut ik khareedaari se pahle ik khareedaari ke b'ad
Sarfaraz Shahid
16 likes
ho sake to tum bacha lo ab bhi desi nasl ko warna peeche sirf shevar murghiyaan rah jaayeñgi
Sarfaraz Shahid
25 likes
labon men aa ke qulfi ho ga.e ashaar sar dii men ghazal kehna bhi ab to ho gaya dushwaar sar dii men
Sarfaraz Shahid
47 likes
specialist pen-killer de to kaun sa saare jahaan ka dard hamaare jigar men hai
Sarfaraz Shahid
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Sarfaraz Shahid.
Similar Moods
More moods that pair well with Sarfaraz Shahid's sher.







