dhamka ke bose loonga rukh-e-rashk-e-maah ka chanda vasool hota hai sahab dabaav se
Related Sher
dikhaate hain padosi mulk aañkhen to dikhaane do kahii bacchon ke bose se bhi maa ka gaal katata hai
Munawwar Rana
42 likes
is banjar ka tum hal banke barsoge kab tum jal banke tum yaad karo main nikloonga parchhaai se halchal banke
Divya 'Kumar Sahab'
42 likes
ab na nikloonga teri baanhon se apni had men raha karunga main mere seene men hai meraa ustaad isne jo bhi kaha karunga main
Zubair Ali Tabish
55 likes
bose men hont ulta 'aashiq ka kaat khaaya teraa dehan maze seen pur hai pe hai katoraa
Abroo Shah Mubarak
21 likes
dara-dhamka ke tum hamse wafa karne ko kahte ho kahii talwaar se bhi paanv ka kaanta nikalta hai
Munawwar Rana
33 likes
More from Akbar Allahabadi
daava bahut badaa hai riyaazi men aap ko tool-e-shab-e-firaq ko to naap deejie
Akbar Allahabadi
18 likes
is qadar tha khatmalon ka chaarpaai men hujoom vasl ka dil se mire armaan ruksat ho gaya
Akbar Allahabadi
21 likes
dil vo hai ki fariyaad se labreiz hai har vaqt ham vo hain ki kuchh munh se nikalne nahin dete
Akbar Allahabadi
13 likes
lipt bhi ja na ruk akbar ghazab ki beauty hai nahin nahin pe na ja ye haya ki duty hai
Akbar Allahabadi
23 likes
ham aisi kul kitaaben qaabil-e-zabti samjhte hain ki jin ko padh ke ladke baap ko khabti samjhte hain
Akbar Allahabadi
24 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akbar Allahabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Akbar Allahabadi's sher.







