dhyaan rakhna chup na ho jaa.e kahiin vo haq jata kar jo tujhe samjha raha hai
Related Sher
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
vaqt rehta nahin kahii tik kar aadat is ki bhi aadmi si hai
Gulzar
113 likes
us ladki se bas ab itnaa rishta hai mil jaa.e to baat wagaira karti hai baarish mere rab ki aisi nemat hai rone men aasaani paida karti hai
Tehzeeb Hafi
285 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
Log yaha par aayenge to rang lagane mujhko phir bhi
Divya 'Kumar Sahab'
1 likes
yahii vo log jab maango madad munh fer lete hain yahii vo hain jo kahte hain madad koii nahin karta
Divya 'Kumar Sahab'
3 likes
god men meri tu apne sir ko rakh kar dekhna sir ko sahlaate hue tujhko sunaaunga ghazal
Divya 'Kumar Sahab'
4 likes
achha paane ke chakkar men apna sachcha kho dete hain
Divya 'Kumar Sahab'
2 likes
har jagah bijli giraa toofaan la barsaat kar lad bhale din raat mujhse par musalsal baat kar
Divya 'Kumar Sahab'
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







