dil-kharaashi-o-jigar-chaaki-o-khoon-afshaani hooñ to naakaam pa rahte hain mujhe kaam bahut
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
More from Meer Taqi Meer
meer saahib zamaana naazuk hai dono haathon se thaamiye dastaar
Meer Taqi Meer
17 likes
mat sahal ha men jaano firta hai falak barson tab KHaak ke parde se insaan nikalte hain
Meer Taqi Meer
16 likes
mere sang-e-mazaar par farhaad rakh ke tesha kahe hai ya ustaad
Meer Taqi Meer
19 likes
dil mujhe us gali men le ja kar aur bhi KHaak men mila laaya
Meer Taqi Meer
16 likes
naahak ham majbooron par ye tohmat hai mukhtaari kii chahte hain so aap karen hain ham ko abas badnaam kiya
Meer Taqi Meer
11 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Meer Taqi Meer.
Similar Moods
More moods that pair well with Meer Taqi Meer's sher.







