duniya ne tasleem kiya jab fan apna ghar pe jamghat rehta hai mehmaanon ka
Related Sher
teri soorat se hai aalam men bahaaron ko sabaat teri aankhoñ ke siva duniya men rakha kya hai
Faiz Ahmad Faiz
401 likes
tu kisi aur hi duniya men mili thii mujhse tu kisi aur hi mausam ki mahak laai thii dar raha tha ki kahii zakham na bhar jaayen mere aur tu mutthiyaan bhar-bhar ke namak laai thii
Tehzeeb Hafi
331 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
More from Rohan Hamirpuriya
ye hansne gaane waale log tasveeron men rah jaaenge
Rohan Hamirpuriya
0 likes
ghar ke har kamre men ai sii rakhne vaala sab se zyaada pareshaan hai dharti kii khaatir
Rohan Hamirpuriya
0 likes
ye rabt kab mite hai yuñ mitaane se ye aag hai jo badhti hai bujhaane se
Rohan Hamirpuriya
0 likes
thoda sa jo main shaatir hooñ sirf tumhaari khaatir hooñ
Rohan Hamirpuriya
0 likes
is men munaafa har dam hai aisa khasaara hai dosti
Rohan Hamirpuriya
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rohan Hamirpuriya.
Similar Moods
More moods that pair well with Rohan Hamirpuriya's sher.







