duur khamosh baitha rahta huun is tarah haal dil ka kahta huun
Related Sher
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
vaqt rehta nahin kahii tik kar aadat is ki bhi aadmi si hai
Gulzar
113 likes
kore kaagaz par ro rahe ho tum main to samjha padhe likhe ho tum kya kaha mujhse door jaana hai iska matlab hai ja chuke ho tum
Zubair Ali Tabish
113 likes
More from Abroo Shah Mubarak
bose men hont ulta 'aashiq ka kaat khaaya teraa dehan maze seen pur hai pe hai katoraa
Abroo Shah Mubarak
21 likes
namkeen goya kebab hain feke sharaab ke bosa hai tujh labaan ka maze-daar chatpata
Abroo Shah Mubarak
11 likes
bosaan labaan seen dene kaha kah ke phir gaya pyaala bhara sharaab ka afsos gir gaya
Abroo Shah Mubarak
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abroo Shah Mubarak.
Similar Moods
More moods that pair well with Abroo Shah Mubarak's sher.







