ek aaina roo-b-roo hai abhius ki khushboo se guftugoo hai abhii
Related Sher
ye focus padhaai future lagan aur career ki baatein miyaan mas'ala ye hai tumne abhii us ko dekha nahin hai
Ahmad Farhad
59 likes
main qissa mukhtasar kar ke zaraa neechi nazar kar ke ye kahtaa hooñ abhii tum se mohabbat ho gaii tum se
Zubair Ali Tabish
105 likes
teri aankhoñ men jo ik qatra chhupa hai main hooñ jisne chhup chhup ke teraa dard saha hai main hooñ ek patthar ki jise aanch na aayi tu hai ek aaina ki jo toot chuka hai main hooñ
Fauziya Rabab
97 likes
aapko maine nigaahon men basa rakha hai aaina chhodije aaiine men kya rakha hai
Hina taimuri
59 likes
hamaari aakhiri cigarette thii ye are duniya jo tujhpe ghusse men hamne abhii jala li hai
Swapnil Tiwari
59 likes
More from Ada Jafarey
warna insaan mar gaya hota koi be-naam justuju hai abhii
Ada Jafarey
18 likes
bade taabaan bade raushan sitaare toot jaate hain sehar ki raah takna ta sehar aasaan nahin hota
Ada Jafarey
23 likes
jis ki jaanib ada nazar na uthi haal us ka bhi mere haal sa tha
Ada Jafarey
22 likes
kaanta sa jo chubha tha vo lau de gaya hai kya ghulta hua lahu men ye khurshid sa hai kya
Ada Jafarey
22 likes
koi taair idhar nahin aata kaisi taqseer is makaan se hui
Ada Jafarey
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ada Jafarey.
Similar Moods
More moods that pair well with Ada Jafarey's sher.







