ghaav ka dariyaa bhar gaya kab ka chaak seena nikhar gaya kab ka
Related Sher
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
ye ishq nahin aasaan itnaa hi samajh lijye ik aag ka dariyaa hai aur doob ke jaana hai
Jigar Moradabadi
114 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
More from Rohan Hamirpuriya
ye rabt kab mite hai yuñ mitaane se ye aag hai jo badhti hai bujhaane se
Rohan Hamirpuriya
0 likes
sunte hain raat hoti hai sone ke li.e hamko to raas aayi hai rone ke li.e
Rohan Hamirpuriya
1 likes
thoda sa jo main shaatir hooñ sirf tumhaari khaatir hooñ
Rohan Hamirpuriya
0 likes
yaad nahin aati hai us..ko meri ab magar dekhe hain patthar ke dil maine pighalte hue
Rohan Hamirpuriya
1 likes
paamaal raston par mile rahbar use kaii sangeen jab safar hua usne chuna mujhe
Rohan Hamirpuriya
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rohan Hamirpuriya.
Similar Moods
More moods that pair well with Rohan Hamirpuriya's sher.







