hamaari zindagi men kya naya hai vahii hota hai jo vo ho raha hai zaraa duniya ka apni haal dekho zaraa socho koi sach-much KHuda hai
Related Sher
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
ghar men bhi dil nahin lag raha kaam par bhi nahin ja raha jaane kya KHauf hai jo tujhe choom kar bhi nahin ja raha raat ke teen bajne ko hai yaar ye kaisa mahboob hai jo gale bhi nahin lag raha aur ghar bhi nahin ja raha
Tehzeeb Hafi
294 likes
ab zaroori to nahin hai ki vo sab kuchh kah de dil men jo kuchh bhi ho aankhoñ se nazar aata hai main usse sirf ye kahtaa hoon ki ghar jaana hai aur vo maarnay marne pe utar aata hai
Tehzeeb Hafi
285 likes
us ladki se bas ab itnaa rishta hai mil jaa.e to baat wagaira karti hai baarish mere rab ki aisi nemat hai rone men aasaani paida karti hai
Tehzeeb Hafi
285 likes
More from Shaad Imran
us ladki ke jaane se bas ye badla pyaari-pyaari ghazlein hona chhoot gaii
Shaad Imran
3 likes
kabhi kabhi bhalii aadat bhi maar deti hai hamaare jaiso ko chaahat bhi maar deti hai
Shaad Imran
8 likes
abr jab bhi guzarte hain gali se rang chura lete hai teri odhni se
Shaad Imran
5 likes
tumne bas bazaar men jalwe dekhe hain hamne bheed men khote bacche dekhe hain
Shaad Imran
7 likes
ek tumse hi ham hañs ke mila karte hain sab ke aage thodii ham aisa kiya karte hain
Shaad Imran
15 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shaad Imran.
Similar Moods
More moods that pair well with Shaad Imran's sher.







