hañsi se padtii thii jo shakl par vo silvatein kabhi vo silvatein to aaj rah gaii hañsi kahaan gaii
Related Sher
dushmani jam kar karo lekin ye gunjaish rahe jab kabhi ham dost ho jaayen to sharminda na hon
Bashir Badr
81 likes
dilli se ham hi bola karen amn ki boli yaaro tum bhi kabhi lahore se bolo
Rahat Indori
70 likes
ye kahaan ki reet hai jaage koi soye koi raat sab ki hai to sab ko neend aani chahiye
Madan Mohan Danish
73 likes
kaun-si baat kahaan kaise kahii jaati hai ye saleeqa ho to har baat sooni jaati hai ek bigdi hui aulaad bhala kya jaane kaise maa-baap ke honthon se hañsi jaati hai
Waseem Barelvi
69 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
More from
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
vo to dil jaisa dhadakta hai mere seene men dam nikal jaayega jab door chala jaayega
0 likes
teri sab auqaat pata hai mujh...ko achchhe se mere naam se hi tujhko pahchaante hain sab log
0 likes
tu zyaada mat ho pareshaan sabr kar thoda KHuda ki zaat pe hamko yaqeen hai behad
0 likes
ye chand be-jaan se hi ashaar hain mire pyaar ke KHaatir mirii ghazal ek bewa ke aañsuon men is tarah doobi hai
0 likes
Similar Writers
Similar Moods
More moods that pair well with 's sher.







