har ek baat zaban se kahi nahin jaati jo chupke baithe hain kuchh un ki baat bhi samjho
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
bade naadaan ho tum bhi zara samjha karo baatein gale milkar jo roti hai bichhadkar kitna royegi
Ankita Singh
211 likes
koi itnaa pyaara kaise ho saka hai phir saare ka saara kaise ho saka hai tujhse jab milkar bhi udaasi kam nahin hoti tere baghair guzaara kaise ho saka hai
Jawwad Sheikh
163 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
haar ho jaati hai jab maan liya jaata hai jeet tab hoti hai jab thaan liya jaata hai
Shakeel Azmi
174 likes
More from Mahshar Inayati
chale bhi aao mire jeete-ji ab itnaa bhina intizaar badhaao ki neend aa jaa.e
Mahshar Inayati
7 likes
qasam jab usne khaai hamne e'tibaar kar liya zaraa sii der zindagi ko khush-gawaar kar liya
Mahshar Inayati
12 likes
har ek baat zabaan se kahii nahin jaati jo chupke baithe hain kuchh unki baat bhi samjho
Mahshar Inayati
10 likes
unka gham unka tasavvur unki yaad kat rahi hai zindagi aaraam se
Mahshar Inayati
13 likes
lab pe ik naam hamesha kii tarah aur kya kaam hamesha kii tarah
Mahshar Inayati
12 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mahshar Inayati.
Similar Moods
More moods that pair well with Mahshar Inayati's sher.







