hazaron zulm hon mazlum par to chup rahe duniya agar mazlum kuchh bole to dahshat-gard kahti hai
Related Sher
ek aawaaz ki jo mujh...ko bacha letii hai zindagi aakhri lamhon men manaa letii hai jis pe marti ho use mud ke nahin dekhti vo aur jise maarna ho yaar banaa letii hai
Ali Zaryoun
133 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ham ko neeche utaar lenge log ishq latka rahega pankhe se
Zia Mazkoor
224 likes
toofaanon se aankh milaao sailaabon pe vaar karo mallaahon ka chakkar chhodo tair ke dariyaa paar karo
Rahat Indori
144 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zameer Atraulvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Zameer Atraulvi's sher.







