humein apne qalam se rozi kamaana hai aur hum is zariye se rozi kamaa kar rahenge. yeh hargiz nahi ho sakta ki hum aur hamaare baal-bachche faaqe marein aur jin akhbaaron aur risaalon mein hamaare mazaameen chhapte hain, unke maalik khushhaal rahein.
Related Sher
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
apne chehre se jo zaahir hai chhupaayen kaise teri marzi ke mutaabiq nazar aayen kaise
Waseem Barelvi
97 likes
aaj milnaa tha bichhad jaane ki niyat se ha men aaj bhi vo der se pahuncha hai kitna tez hai
Tehzeeb Hafi
82 likes
More from Saadat Hasan Manto
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
ye zindagi ki daud daudkar mila hi kya hameinna jeeta shakhs ghar ja paata hai na haara shakhs hi
0 likes
unka qabza hai dil pe mere zinda rahna ab mushkil hai
0 likes
vo to dil jaisa dhadakta hai mere seene men dam nikal jaayega jab door chala jaayega
0 likes
talkh lahjaa labon se apne utaara aakhir zoom uskaa mere ehsaanon se haara aakhir
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saadat Hasan Manto.
Similar Moods
More moods that pair well with Saadat Hasan Manto's sher.







