ik to vaise hi udasi ki ghata chhai hai aur chhedoge to aansu bhi nikal sakte hain
Related Sher
eed KHushiyon ka din sahi lekin ik udaasi bhi saath laati hai zakham ubharte hain jaane kab kab ke jaane kis kis ki yaad aati hai
Farhat Ehsaas
61 likes
KHamoshii to yahii batla rahi hai udaasi raas mujh...ko aa rahi hai mujhe jin galatiyon se seekhna tha vahii phir zindagi dohraa rahi hai
Vishal Singh Tabish
63 likes
aur kuchh tohfa na tha jo laate ham tere niyaaz ek do aañsu the aankhoñ men so bhar laayein hain ham
Meer Hasan
57 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
dhoop men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho
Nida Fazli
136 likes
More from Mukhtar Tilhari
zindagi men mere us ne andhera kiya aur us..ko sabhi raushni kahte the
0 likes
zaraa tum apni had men rahne ki koshish karo varna tumhaare aib se ik din tumhein badnaam kar denge
0 likes
zaraa rakh le tu naam uskaa labon par KHuda ki ibadat men raahat milegi
0 likes
ye hawaon ki sangat ka phal tha ki ab aaine men nahin dikhta meraa badan
0 likes
ye chaand tumhaare muqaabil bhi to nahin main tumko dekh ke eed manaaunga
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mukhtar Tilhari.
Similar Moods
More moods that pair well with Mukhtar Tilhari's sher.







