ishq ka karzdaar hooñ kab se bosa bosa hisaab dena hai
Related Sher
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
tariqe aur bhi hain is tarah parkha nahin jaata charaaghon ko hawa ke saamne rakha nahin jaata mohabbat faisla karti hai pahle chand lamhon men jahaan par ishq hota hai vahaañ socha nahin jaata
Abrar Kashif
130 likes
More from Ajeetendra Aazi Tamaam
saath rahkar bhi ham nahin seekhe thoda to aapka asar aata lab pe marham ho aur dil men zahar kaash hamko bhi ye hunar aata
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
sulagte dil ko chingaari dikhaakar charaaghon ko numayaan kar rahe hai
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
zindagi bhi aakhirsh tanhaaii hai main bhala tanhaaii se kyuuñ dar gaya
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
zakham dar zakham zindagi hai aur ashk dar ashk daastaan-e-ishq
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
tumhaare shahr men aakar thikaana dhundhte hain ham apne shahr men hote to ghar gaye hote
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajeetendra Aazi Tamaam.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajeetendra Aazi Tamaam's sher.







