izhar pe bhari hai khamoshi ka takallum harfon ki zaban aur hai ankhon ki zaban aur
Related Sher
KHamoshii to yahii batla rahi hai udaasi raas mujh...ko aa rahi hai mujhe jin galatiyon se seekhna tha vahii phir zindagi dohraa rahi hai
Vishal Singh Tabish
63 likes
kijeye izhaar-e-mohabbat chahe jo anjaam ho zindagi men zindagi jaisa koi to kaam ho
Priyamvada ilhan
55 likes
us..ko apne paas bitha lene se hi dhadkan tez aur saansen bhari hoti hai shaad tu sab kuchh badha chadha ke kahtaa hai kaunsi ladki itni pyaari hoti hai
Shaad Imran
45 likes
bas mohabbat bas mohabbat bas mohabbat jaaneman baaki sab jazbaat ka izhaar kam kar deejie
Farhat Ehsaas
52 likes
dil ki baatein doosron se mat kaho loot jaaoge aaj kal izhaar ke dhundhe men hai ghaata bahut
Shuja Khawar
29 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Haneef Akhgar.
Similar Moods
More moods that pair well with Haneef Akhgar's sher.







