jaadu bar-haq hai to kafir hai ayaan ra-che-bayan tera maara hua ai chashm-e-fusun-gar main huun
Related Sher
teraa banta tha ki tu dushman ho apne haathon se khilaaya tha tujhe teri gaali se mujhe yaad aaya kitne taano se bachaaya tha tujhe
Ali Zaryoun
114 likes
gale milnaa na milnaa to teri marzi hai lekin tere chehre se lagta hai teraa dil kar raha hai
Tehzeeb Hafi
575 likes
chaandni ka saath keval raat bhar main teraa jaana bhi jaanaan sah gaya
nakul kumar
67 likes
pyaar ki raat ho chat par ho teraa saath to fir chaand ko beech men daala nahin jaata mujhse
Waseem Barelvi
53 likes
raas aa jaayega ek roz teraa jaana bhi ham kisi dukh men lagaataar nahin rote hain
Inaam Azmi
54 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Aagha Akbarabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Aagha Akbarabadi's sher.







