jab chhod gaya tha to kahaan chhod gaya tha lautaa hai to lagta hai ki ab chhod gaya hai
Related Sher
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
main choomta hooñ to vo haath kheench leta hai use pata hai ye seedhi kahaan pe jaani hai
Nadir Ariz
104 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
More from Idris Azad
main KHud udaas khada tha kate darakht ke paas parinda ud ke mere haath par utar aaya
Idris Azad
0 likes
teri taa'riif karne lag gaya hooñ mohabbat ne diyaanat cheen li hai
Idris Azad
0 likes
itne zalim na bano kuchh to muravvat seekho tum pe marte hain to kya maar hi daaloge ha men
Idris Azad
0 likes
eed ka chaand tum ne dekh liya chaand ki eed ho gaii hogii
Idris Azad
87 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Idris Azad.
Similar Moods
More moods that pair well with Idris Azad's sher.







