jhuk kar salam karne men kya harj hai magar sar itna mat jhukao ki dastar gir pade
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
More from Iqbal Azeem
qaateel ne kis safaai se dhoi hai aasteenus ko khabar nahin ki lahu bolta bhi hai
Iqbal Azeem
10 likes
ha men apne ghar se chale hue sar-e-raah umr guzar gaii koii justuju ka sila mila na safar ka haq hi ada hua
Iqbal Azeem
10 likes
apne markaz se agar door nikal jaaoge KHvaab ho jaaoge afsaano men dhal jaaoge hum-safar dhoondo na rahbar ka sahaara chaaho thokren khaaoge to KHud hi sambhal jaaoge
Iqbal Azeem
10 likes
apni miTTi hi pe chalne ka saleeqa seekho sang-e-marmar pe chaloge to fisal jaaoge
Iqbal Azeem
14 likes
aadmi jaan ke khaata hai mohabbat men fareb khud-farebi hi mohabbat ka sila ho jaise
Iqbal Azeem
11 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Iqbal Azeem.
Similar Moods
More moods that pair well with Iqbal Azeem's sher.







