jis jagah se idhar udhar hue ham roz jaata hai us jagah koii
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
juda hue hain bahut log ek tum bhi sahi ab itni baat pe kya zindagi haraam karen
Nasir Kazmi
75 likes
pyaar ka rishta aisa rishta shabnam bhi chingaari bhi yaanii unse roz hi jhagda aur unhin se yaari bhi
Ateeq Allahabadi
101 likes
taarikh aa gayi hai udhar card chap ga.e ab kab kahegi tujhko vo ladka nahin pasand
Kushal Dauneria
79 likes
main kya bataaun vo kitna qareeb hai mere meraa khayal bhi us..ko sunaai deta hai vo jisne aankh ata ki hai dekhne ke li.e usii ko chhod ke sab kuchh dikhaai deta hai
Zubair Ali Tabish
84 likes
More from Rehan Umar
ab to taarif ke bandhenge pul maa ne chhedi hain laal kii baatein
Rehan Umar
7 likes
jo isko mazhab se jode ye uski nadaani hai urdu ka koii dharm nahin hai urdu hindustani hai
Rehan Umar
5 likes
ha men apni nahin parwaah koii padosi badh raha hai gad raha hai
Rehan Umar
11 likes
tohfe dete hi rahte ho rehaan tum bhi kuchh usse pa rahe ho kya
Rehan Umar
12 likes
poori kar tab uski maang jab vo bhar de teri maang
Rehan Umar
9 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rehan Umar.
Similar Moods
More moods that pair well with Rehan Umar's sher.







