jo ladki mujh...ko zinda rakhti hai maine dhadkan naam rakha hai uskaa
Related Sher
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
More from Pawan
yuñ kab tak saath nibhaaogi ab to dhokha de do mujh...ko
Pawan
0 likes
ye mehfil kab bikhregi batlaao to ham ko uske kooche men bhi jaana hai
Pawan
0 likes
taa'riif burii lagti hai tumko tum bhi kaisi ladki ho jaanaan
Pawan
0 likes
vo hi aañkhen waisi hi muskaan nazar aayi hai hamko koi dooja bilkul uske jaisa kaise ho saka hai
Pawan
0 likes
tumse pahle jo ladki meri mohabbat thii us..ko bhi yah lagta tha mujhse nibh jaayegi
Pawan
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Pawan.
Similar Moods
More moods that pair well with Pawan's sher.







