jo mujhpe guzra hai jaanaan tujhpar guzre to tu jaane
Related Sher
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
teri KHushiyon ka sabab yaar koi aur hai nadosti mujhse hai aur pyaar koi aur hai na
Ali Zaryoun
253 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
teraa chup rahna mere zehan men kya baith gaya itni aawaazen tujhe deen ki gala baith gaya
Tehzeeb Hafi
235 likes
More from Kumar Aryan
rotiyaan vaqt pe jutaane ko jaan aaft men daal leen hamne
Kumar Aryan
0 likes
zindagi teri kahaanii men mujhe roz jeena roz marna padta hai
Kumar Aryan
0 likes
lagaakar mujh...ko seene se vo bola sun mere hamdam rakho ye yaad vo hogaa jo manzoor-e-khuda hogaa
Kumar Aryan
0 likes
taansen aap ho to ho main to bawra hooñ bawra
Kumar Aryan
0 likes
saath chalti hai mere tanhaaii main akela safar nahin karta
Kumar Aryan
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kumar Aryan.
Similar Moods
More moods that pair well with Kumar Aryan's sher.







