kahte hain saamiin use jaam-e-jam-e-husn vo jaam bin piye hi jo behkaaye aapko
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
us..ko fursat nahin milti ki palat kar dekhe ham hi deewane hain deewane bane rahte hain
Waseem Barelvi
151 likes
More from Ajeetendra Aazi Tamaam
tumhaare shahr men aakar thikaana dhundhte hain ham apne shahr men hote to ghar gaye hote
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
ye shab ka pahar ye sard fazaa jala ke alaav baithe hain ham
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
zindagi bhi aakhirsh tanhaaii hai main bhala tanhaaii se kyuuñ dar gaya
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
mujh...ko hai sab yaad dekho kis tarah main hua barbaad dekho kis tarah
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
tum mile to yuñ laga marham mila varna badhta ja raha tha dard e dil
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajeetendra Aazi Tamaam.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajeetendra Aazi Tamaam's sher.







