kahte na the ham 'dard' miyan chhodo ye baten paai na saza aur vafa kijiye us se
Related Sher
toofaanon se aankh milaao sailaabon pe vaar karo mallaahon ka chakkar chhodo tair ke dariyaa paar karo
Rahat Indori
144 likes
tum bhi ulti ulti baatein poochte ho ham bhi kaisi kaisi qasmen khaate hain
Baqi Siddiqui
60 likes
bharam rakha hai tere hijr ka varna kya hota hai main rone pe aa jaaun to jharna kya hota hai meraa chhodo main nain thakta meraa kaam yahii hai lekin tumne itne pyaar ka karna kya hota hai
Tehzeeb Hafi
272 likes
janchne laga hai dard mujhe aapka diya barbaad karne waale ne hi aasraa diya kal pahli baar ladne ki himmat nahin hui mujh...ko kisi ke pyaar ne bujdil banaa diya
Kushal Dauneria
60 likes
ham apni jaan ke dushman ko apni jaan kahte hain mohabbat ki isee miTTi ko hindustan kahte hain
Rahat Indori
212 likes
More from Unknown
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
vo dard bhala kya samjhenge jo dard hamesha dete hain
0 likes
vo to dil jaisa dhadakta hai mere seene men dam nikal jaayega jab door chala jaayega
0 likes
udaasi bhi to ik vrat hi hai vo bhi aisa vrat ki hañs lene se bhi jo tootne vaala nahin
0 likes
tum ne meraa yaqeen kiya tha haan yaad aaya nahin kiya tha ashkon ki qabr hai jahaan par maine sajda wahin kiya tha
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







