kal jahan zulm ne kaati thiin saron ki faslen nam hui hai to usi khaak se lashkar nikla
Related Sher
man men ek iraada hota hai taabish raja pahle pyaada hota hai taabish maanta hooñ majbooriyaan theen kuchh dikkat thii par vaa'da to vaa'da hota hai taabish
Vishal Singh Tabish
75 likes
jaan-leva theen khwaahishein warna vasl se intizaar achha tha
Jaun Elia
74 likes
phaile hain qatre os ke ghar men roya hoon man masos ke ghar men maine palken bichaaii theen lekin chaand utara pados ke ghar men
Sandeep Thakur
79 likes
jahaan tak mujhse matlab hai jahaan ko vahii tak mujh...ko poocha ja raha hai zamaane par bharosa karne waalon bharose ka zamaana ja raha hai
Naeem Akhtar Khadimi
69 likes
jala hai jism jahaan dil bhi jal gaya hogaa kuredte ho jo ab raakh justajoo kya hai
Mirza Ghalib
51 likes
More from Waheed Akhtar
umr bhar milte rahe phir bhi na milne paa.e is tarah mil ki mulaqaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
5 likes
afsurdagi-e-ishq ke khulte nahin asbaab kya baat bhula baithe hain kya yaad nahin hai
Waheed Akhtar
12 likes
jo sunna chaaho to bol uthhenge andhere bhina sunna chaaho to dil kii sadaa sunaai na de
Waheed Akhtar
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Waheed Akhtar.
Similar Moods
More moods that pair well with Waheed Akhtar's sher.







