kalkatta jo rahte the gaanv vaale hanste the
Related Sher
mazaa to tab hai ki tum haar ke bhi hanste raho hamesha jeet hi jaana kamaal thodii hai
Parveen Shakir
87 likes
chup rahte hain chup rahne do raaz batao khole kya baat wafa ki tum karti ho bolo ham kuchh bole kya ulfat to afsaana hai tum karti khoob siyaasat ho ham bhi hain maqbool bahut ab bol kisi ke holen kya
Anand Raj Singh
77 likes
jo tere saath rahte hue sogwaar ho laanat ho aise shaKHs pe aur beshumaar ho
Tehzeeb Hafi
75 likes
raam kathaa men jaane waale laakhon log raam ke jaisa banne vaala ek nahin
Tanoj Dadhich
106 likes
haal meethe falon ka mat poochho raat din chaakooon men rahte hain
Fahmi Badayuni
102 likes
More from Abul Lais Javed
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
tumne unko maar giraaya vo bhi to tumko maarenge
0 likes
tum ne meraa yaqeen kiya tha haan yaad aaya nahin kiya tha ashkon ki qabr hai jahaan par maine sajda wahin kiya tha
0 likes
yaad karunga itni shiddat se rab ko main meri ibadat se teraa chehra nikherega
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abul Lais Javed.
Similar Moods
More moods that pair well with Abul Lais Javed's sher.







