kaarwaan jin ka luta raah men aazaa dii kii qaum ka mulk ka un dard ke maaron ko salaam
Related Sher
ghar men bhi dil nahin lag raha kaam par bhi nahin ja raha jaane kya KHauf hai jo tujhe choom kar bhi nahin ja raha raat ke teen bajne ko hai yaar ye kaisa mahboob hai jo gale bhi nahin lag raha aur ghar bhi nahin ja raha
Tehzeeb Hafi
294 likes
ab zaroori to nahin hai ki vo sab kuchh kah de dil men jo kuchh bhi ho aankhoñ se nazar aata hai main usse sirf ye kahtaa hoon ki ghar jaana hai aur vo maarnay marne pe utar aata hai
Tehzeeb Hafi
285 likes
us ladki se bas ab itnaa rishta hai mil jaa.e to baat wagaira karti hai baarish mere rab ki aisi nemat hai rone men aasaani paida karti hai
Tehzeeb Hafi
285 likes
ab main saare jahaan men hooñ badnaam ab bhi tum mujh...ko jaanti ho kya
Jaun Elia
197 likes
isi li.e to sabse zyaada bhaati ho kitne sacche dil se jhoothi qasmen khaati ho
Tehzeeb Hafi
238 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Bano Tahira Sayeed.
Similar Moods
More moods that pair well with Bano Tahira Sayeed's sher.







