khair saaqi ki salamat mai-kada jis qadar pi utni hushyari badhi
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
koi paagal hi mohabbat se nawaazega mujhe aap to KHair samajhdaar nazar aate hain
Zubair Ali Tabish
78 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mubarak Azimabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Mubarak Azimabadi's sher.







