khidkiyaan khol subah hone ko hai chaand bhi yaar ab to sone ko hai ud chuke hain parinde bhi ab to saans faslen nayi ye bone ko hai
Related Sher
teri KHushiyon ka sabab yaar koi aur hai nadosti mujhse hai aur pyaar koi aur hai na
Ali Zaryoun
253 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
ghar men bhi dil nahin lag raha kaam par bhi nahin ja raha jaane kya KHauf hai jo tujhe choom kar bhi nahin ja raha raat ke teen bajne ko hai yaar ye kaisa mahboob hai jo gale bhi nahin lag raha aur ghar bhi nahin ja raha
Tehzeeb Hafi
294 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
tere jaane ke baad bas yaaden har taraf yaad-yaad bas yaaden sona chaan dii zameen ghar sab kuchh hain meri jaayadaad bas yaaden
Sandeep Thakur
81 likes
More from Lalit Mohan Joshi
zabaan meethi rakho ya talkh tum magar sach kehne kii aadat rakho
Lalit Mohan Joshi
3 likes
kaho ha men bhala bura ya kuchh bhi tum yahaañ magar kahe jo sach vo aaina bhi paas ho
Lalit Mohan Joshi
0 likes
suno ye sard raaton kii dard baatein KHamoshii se ye lab sil jaise ga.e hain
Lalit Mohan Joshi
3 likes
suno yaar khatra vo ab tal gaya main aakhir jo uske gale yuñ laga
Lalit Mohan Joshi
3 likes
phool murjha ab gaya hai kaat jab vo daal dii hai
Lalit Mohan Joshi
3 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Lalit Mohan Joshi.
Similar Moods
More moods that pair well with Lalit Mohan Joshi's sher.







