khilaunon ki dukano rasta do mire bachche guzarna chahte hain
Related Sher
tu is tarah se mire saath be-vafaaii kar ki tere baad mujhe koi be-vafa na lage
Qaisar-ul-Jafri
47 likes
manzilen kya hain raasta kya hai hausla ho to fasla kya hai
Aalok Shrivastav
152 likes
ashaar mire yuñ to zamaane ke li.e hain kuchh she'r faqat un ko sunaane ke li.e hain ye ilm ka sauda ye risaale ye kitaaben ik shaKHs ki yaadon ko bhulaane ke li.e hain
Jaan Nisar Akhtar
46 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
main andheron se bacha laaya tha apne aap ko meraa dukh ye hai mire peeche ujaale pad ga.e
Rahat Indori
50 likes
More from Unknown
in ka uthna nahin hai hashr se kam ghar ki deewaar baap ka saaya
Unknown
20 likes
eed ke baa'd vo milne ke li.e aa.e hain eed ka chaand nazar aane laga eed ke baa'd
Unknown
21 likes
naya saal aaya hai khushiyaan manao naye aasmaanon se aañkhen milaao
Unknown
26 likes
naye saal men pichhli nafrat bhula den chalo apni duniya ko jannat banaa den
Unknown
26 likes
takra gaya vo mujh se kitaaben li.e hue phir meraa dil aur us kii kitaaben bikhar gaiin
Unknown
14 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







