khud aap dekhen ki kis tarah khap raha hai har din kamaane men zar fasaad hai aur kuchh nahin hai bashar kii khaatir zamaane men zar
Related Sher
aaj ka din bhi aish se guzra sar se paanv tak badan salaamat hai
Jaun Elia
166 likes
tariqe aur bhi hain is tarah parkha nahin jaata charaaghon ko hawa ke saamne rakha nahin jaata mohabbat faisla karti hai pahle chand lamhon men jahaan par ishq hota hai vahaañ socha nahin jaata
Abrar Kashif
130 likes
aur phir ek din baithe baithe mujhe apni duniya burii lag gayi jis..ko aabaad karte hue mere maan-baap ki zindagi lag gayi
Tehzeeb Hafi
207 likes
main zindagi men aaj pahli baar ghar nahin gaya magar tamaam raat dil se maa ka dar nahin gaya bas ek dukh jo mere dil se umr bhar na jaayega us..ko kisi ke saath dekh kar main mar nahin gaya
Tehzeeb Hafi
172 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Daqiiq Jabaalii
Zikr karta tha jo din bhar uska
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Zeest ki samt se taazir baraabar aaii
Daqiiq Jabaalii
0 likes
ye zindagi kuchh is tarah se paas mere aayi hai ab to amit keval yahaañ tanhaaii hi tanhaaii hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
door rahte hain to sab ki yaad aati hai saath rahte hain to akshar jhagde hote hain
Daqiiq Jabaalii
0 likes
ek bachcha thand men baahar thithur kar mar gaya maKHmali chadar ko odhe soye the bhagwaan jee
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







