Khud ko tarteeb diya aakhir e kaar az sar e nau
Related Sher
main us se ye to nahin kah raha juda na kare magar vo kar nahin saka to phir kaha na kare vo jaise chhod gaya tha mujhe use bhi kabhi KHuda kare ki koi chhod de KHuda na kare
Tehzeeb Hafi
266 likes
ye vo qabeela hai jo husn ko KHuda maane yahaañ pe kaun teri baat ka bura maane ishaara kar diya hai aapki taraf maine ye bacche pooch rahe the ki be-vafa maane
Kushal Dauneria
74 likes
pyaar meri kamzori thii aur usne mujhe jee bhar kar kamzor kiya phir chhod diya
Varun Anand
73 likes
kya bola mujhe KHud ko tumhaara nahin kehna ye baat kabhi mujhse dobara nahin kehna ye hukm bhi us jaan se pyaare ne diya hai kuchh bhi ho mujhe jaan se pyaara nahin kehna
Ali Zaryoun
116 likes
KHuda ki itni badi kaayenaat men main ne bas ek shaKHs ko maanga mujhe vahii na mila
Bashir Badr
68 likes
More from Zafar Iqbal
vo soorat dekh li ham ne to phir kuchh bhi na dekha abhii warna padi thii ek duniya dekhne ko
Zafar Iqbal
0 likes
Kaam aai na kuchh danish o danaai hamari
Zafar Iqbal
6 likes
tum hi batlaao ki us kii qadr kya hogii tumhein jo mohabbat muft men mil jaa.e aasaani ke saath
Zafar Iqbal
0 likes
jo yahaan KHud hi laga rakkhi hai chaaron jaanib ek din ham ne isee aag men jal jaana hai
Zafar Iqbal
22 likes
badan ka saara lahu khinch ke aa gaya rukh par vo ek bosa ha men de ke surkh-roo hai bahut
Zafar Iqbal
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zafar Iqbal.
Similar Moods
More moods that pair well with Zafar Iqbal's sher.







