main kahtaa tha magar tune na maani par ab teraa bhi dil bhar hi gaya na
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
More from Ajeetendra Aazi Tamaam
zindagi bhi aakhirsh tanhaaii hai main bhala tanhaaii se kyuuñ dar gaya
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
tumhaare shahr men aakar thikaana dhundhte hain ham apne shahr men hote to ghar gaye hote
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
rone ko to ro len meri jaan magar ro lene se kab dil halka hota hai
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
tamannaa dil kii poori karte karte KHud apne dil ke dushman ban gaye ham
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
roz bhunti hai aatish-e-gham par rooh apni kebab kii sii hai
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajeetendra Aazi Tamaam.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajeetendra Aazi Tamaam's sher.







