main kyuuñ kar badhaaun teri uljhane jaan main kyuuñ kar karoon tujh se izhaar-e-ulfat
Related Sher
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
More from Chandan Sharma
ye mirii zindagi ye kuchh bhi nahin bojh hai mujh ko dho raha hooñ main
Chandan Sharma
0 likes
watan ka dulaara gaya aasmaañ ko ki kitnon ka pyaara gaya aasmaañ ko zameen ne sitaare lutaaye falak pe zameen se sanwaara gaya aasmaañ ko
Chandan Sharma
0 likes
kisi aur ke nigaahon ki banii hai noor jo tu mirii nazaron men tujh ko ye zamaana dhoondhta hai
Chandan Sharma
0 likes
kisi ne kaha hai mohabbat hai mujh se sadaa de raha dil museebat museebat
Chandan Sharma
0 likes
marne se pahle mar ga.e honge shab se pahle jo ghar ga.e honge
Chandan Sharma
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Chandan Sharma.
Similar Moods
More moods that pair well with Chandan Sharma's sher.







