manzaron se bahalna zaruri nahin ghar se bahar nikalna zaruri nahin dil ko raushan karo raushani ne kaha raushni ke liye ek taaza ghhazal
Related Sher
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
More from Irfan Sattar
kisi aahat men aahat ke siva kuchh bhi nahin ab kisi soorat men soorat ke siva kya rah gaya hai
Irfan Sattar
0 likes
ye kaise malbe ke neeche daba diya gayaa hooñ mujhe badan se nikaalo main tang aa gayaa hooñ
Irfan Sattar
0 likes
nahin nahin main bahut KHush raha hooñ tere baghair yaqeen kar ki ye haalat abhii abhii hui hai
Irfan Sattar
0 likes
ye ham hi hain ki kisi ke agar hue to hue tumhaara kya hai koii hogaa koii tha koii hai
Irfan Sattar
66 likes
ik chubhan hai ki jo bechain ki.e rahtii hai aisa lagta hai ki kuchh toot gaya hai mujh men
Irfan Sattar
7 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Irfan Sattar.
Similar Moods
More moods that pair well with Irfan Sattar's sher.







